Meri yadoon mein tum kahi kho na Jana. Un batoon mein tum kahi ulaj na Jana ... Dard tho hamein bhi hoti hai jab yaad tumhari aati hai.. Fir bhi muskura jata hoon unhi yadon ko sochkar aur unhi baton ko gun-guna kar ...
J annat ki Noor Pari thi ho, Khwabon ki gulistan thi ho Mausam ki thandi fiza thi ho, Khuda ki banayi ek beshumaar taufa thi ho Duniya ke liye nekh aur hamare liye saari jahaan thi ho.
Unki namaujudagi hamein khamosh bana deti hai Unki yaadein hamein behosh bana deti hai Yeh dil tho naadan tha jo unse pyaar kar beta Ab tho hamein yeh saari jindagi kamzor si lagati hai