J annat ki Noor Pari thi ho, Khwabon ki gulistan thi ho Mausam ki thandi fiza thi ho, Khuda ki banayi ek beshumaar taufa thi ho Duniya ke liye nekh aur hamare liye saari jahaan thi ho.
Unki namaujudagi hamein khamosh bana deti hai Unki yaadein hamein behosh bana deti hai Yeh dil tho naadan tha jo unse pyaar kar beta Ab tho hamein yeh saari jindagi kamzor si lagati hai
Bina Uske yeh Dil dhadak nahi pata Bina Uske yeh raatein kat nahi paate Jindagi tho ab hamein ek saza si lagati hai Ab hamein tho sirf woh ya khuda hi bachaye
Tadapte dil ki aan ho tum Tanaha dil ki shaan ho tum Armano ki khaan ho tum Mohabbato ki pehmaan ho tum Hum tho sirf yeh kehna chahate hai, Hamare liye saara Jahan ho TUM