Mausam tha bada suhana Aur uspe tha baarish ka rawanaa Chal raha tha zore hawahon kaa fasana Badal bhi gaa raha tha apna gaana Fir bhi Kyoon lag raha tha hamein sab kuch yeh veraana Pata chal gaya aaj hamein yeh Zamana. Kuch bhi nahi tumhare bina, tumhare bina, tumhare bina.