Tumhare Bina ...

      Mausam tha bada suhana
    Aur uspe tha baarish ka rawanaa
    Chal raha tha zore hawahon kaa fasana
    Badal bhi gaa raha tha apna gaana
    Fir bhi Kyoon lag raha tha hamein sab kuch yeh veraana
    Pata chal gaya aaj hamein yeh Zamana.
    Kuch bhi nahi tumhare bina, tumhare bina, tumhare bina.

Popular posts from this blog

Tadap...