Samajte the Phool usko jo Kagaj nikli Samjte the Haqeeqat usko jo khwaab nikli Samjte the Mohabaat usko jo mazak nikli Aur samjte the Mehbooba usko jo Bewafa nikli
Mausam tha bada suhana Aur uspe tha baarish ka rawanaa Chal raha tha zore hawahon kaa fasana Badal bhi gaa raha tha apna gaana Fir bhi Kyoon lag raha tha hamein sab kuch yeh veraana Pata chal gaya aaj hamein yeh Zamana. Kuch bhi nahi tumhare bina, tumhare bina, tumhare bina.